Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sau sau saal jiyo humari saasu ji sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji maa ne to humen janam diya tumne diya humen pyaara piya maa ne to humen janam diya tumne diya humen pyaara piya kya baat tumhari saasu ji o saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji chanda si chamakti rahe pyaare piya ki sooratiya mere pyaare piya ki sooratiya hoooo sooraj ki sitaaron ki paaye umr mera saanwariya hooo paaye umariyaa saawariya ye sindoor aur ye kangan jeevan ke anmol ratan ye saari hai den tumhari saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji laxman sa diya devar devi jaisi hai devraani jheth mere vishnu se laxmi jaisi hai jethaani aisi nanad jaise behnaa iss behna ka kya kehna ye phoolwaari tumne sanwaari saasu ji sau sau saal sau sau saal jiyo humari saasu ji humko laage maa se pyaari saasu ji maike se jab bichhde beti pal pal mamta ko tarse pal pal
tu panchhi pardesi tu jogi hai ke jaadugar in mein se koi bhi nahin main sapnon ka saudaagar saudaagar sauda kar dil lele dil dekar dil lele dil dekar saudaagar sauda kar dil lele dil dekar saudaagar hmm hmmm sauda kar hmm hmmm dil lele dil dekar dil lele dil dekar haath kisi ka woh pakde hooo hooo haath kisi ka woh pakde jo chhode jag saara tu unche mehlon wali main beghar banjara ek dooje ke dil mein rahenge kya karna hai ghar saudaagar sauda kar ho dil lele dil dekar dil lele dil dekar tere saath main kaise pyaar ka sauda kar loon tere saath main kaise pyaar ka sauda kar loon aisa koi wada kar main jispe bharosa kar loon jo chahe likhwaale mujhse kore kaagaz par saudaagar sauda kar ho dil lele dil dekar dil lele dil dekar koooh hmmm koooh hmmm dil to hai par dil ke par dil ke armaan kahaan se laun doli sehra kangan sab saamaan kahaan se laun doli sehra kangan sab saamaan kahaan se laun thodaa saa sindoor kahin se le aa bas ja kar saudaagar hmm hmm sauda kar hmm
savere ka sooraj tumhaare liye hai savere ka sooraj tumhaare liye hai ke bhujhte diye ko na tum yaad karna huye ek beeti huyi baat hum to huye ek beeti huyi baat hum to koi aansoo hum par na barbaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai tumhaare liye hum tumhaare diye hum lagan ki agan mein abhi tak jalen hain humaari kami tum ko mehsoos kyun ho suhaani subah hum tumhen de chale hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain udaas ho ke unko na naashaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai sabhi waqt ke aage jhukte rahe hain kisi ke liye waqt jhukta nahin hai badi tej raftaar hai zindagi ki kisi ke liye koyi rukta nahin hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai naye gul se gulshan ko aabaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai
savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge kuchh le ke jaayenge ho kuchh de ke jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge ye melaa do ghari ka do dinon ki hai bahaar samay ki behti dhaar kahti jaati hai pukaar ye melaa do ghari ka do dinon ki hai bahaar samay ki behti dhaar kahti jaati hai pukaar pukaar haai haai haai haai mehmaan kab ruke hai kaise roke jaayenge mehmaan kab ruke hai kaise roke jaayenge kuchh le ke jaayenge kuchh de ke jaayenge savere wali gaaaadi savere waali savere wali gaadi se chale jaayenge savere wali gaadi se chale jaayenge milo to milo pyaar se bolo to mithi baat hamaare bade bhaag huyi tumse mulaaqat milo to milo pyaar se bolo to mithi baat hamaare bade bhaag huyi tumse mulaaqat mulaakat haai haai haai milegaa kuchh to dil jo yahaan kho ke jaayenge milegaa kuchh to dil jo yahaan kho ke jaayenge kuchh le
raadhe krishn ki jyoti alaukik teenon lok mein chhaaye rahi hai bhakti vivash ek prem pujaarin phir bhi deep jalaaye rahi hai krishn ko gokul se raadhe ko krishn ko gokul se raadhe ko barsaane se bulaaye rahi hai donon karo sweekaar kripa kar jogan aarti gaaye rahi hai donon karo sweekaar kripa kar jogan aarti gaaye rahi hai bhor bhaye ti sanjh dhale tak sevaa kaun itne mahaamaro snaan karaaye wo vastra odhaaye wo bhog lagaaye wo laagat pyaaro kab te nihaarat aapki or kab te nihaarat aapki or ki aap humaari or nihaaro raadhe krishn humaare dhaam ko jaani vrindavan dhaam padhaaro raadhe krishn humaare dhaam ko jaani vrindavan dhaam padhaaro
Sawa Lakh Ki Lottery
saawan aag lagaaye re saawan aag lagaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re sang yaar ka rang pyaar ka daag kahin na lag jaaye re saawan aag lagaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re cheer ke daaman jhaanke yauvan bas mein nahin dil haaye re cheer ke daaman cheer ke daaman jhaanke yauvan bas mein nahin dil haaye re aaj deewaani hoke jawaani had se guzar na jaaye re had se guzar na jaaye re saawan aag lagaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re kaisi rasmein kaisi kasmein seema tooti jaaye re kaisi rasmein kaisi rasmein kaisi kasmein seema tooti jaaye re daud ke aaye koyi aanchal humko hum se bachaaye re humko hum se bachaaye re saawan aag lagaaye re tann mann dekho jalaa jaaye re
sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse tu hi bata de sawan samjh na aaye agan lagaaye kahin agni bujhaaye tu hi bata de sawan samjh na aaye agan lagaaye kahin agni bujhaaye barkha raseeli jaise teri haseen ho hans de zara ras barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse aaj to barasne de in baadlon ko gori mili hai koi in saanwlon ko aaj to barasne de in baadlon ko gori mili hai koi in saanwlon ko barkha rangili jaise nain hon tere nain mila rang barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse
hoo hoo hooo hooo hoo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki ha aa ha aa tune kabhi dekha hai kya tune abhi dekha hai kya pagle nazar to utha bin badal bijli idhar chamki hoo bin badal bijli idhar chamki are sunkar ke mele ki dhoom hum aaye hain tumhre gaanw haan gori sambhalo humein kar do chunariya ki chaanw arey dil pe kahin gir na pade dil pe kahin gir na pade dhadke hamara jiya bin badal bijli kidhar chamki dikhti nahin sar pe dhoop sawan ke andhe ho kya ha ha are bijli kahan banware gora badan hai mera ho oo are thoda sa main bal kha gayi thoda sa main bal kha gayi to jhooma mera jhumka ho bin badal bijli idhar chamki ho oo oo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin are bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli oo bin badal bijli oo bin badal bijli ha bin badal bijli
hoooooooooooo sawar sawar sawar gayi main saaaawariyaaa kab se khadi main tori atariyaa kab se khadi main tori atariyaa beet naa jaaye o raama saari umariyaa hoooooo sawar sawar gayi main sawar gaye chaand sitaare dekhooooo sawar gaye saare nazaare dekhooooo dekho gagan pe ban ke badariyaaa chamki teri yaadon ki bijuariyaaaaaaaa tann ko jalaaye thandi ye baiyariyaa tann ko jalaaye thandi ye baiyariyaa beet naa jaaye o raama saari umariyaa hoooooo sawar sawar gayi main saaaawariyaaa sawar sawar sawar gayi main sawar sawar sawar sawar gayi main
say na say na how you said it to me sone di na di na how you did it to me dholi dhol bajaa raj raj ke o aaisa yaar manana ai nachke say na say na how you said it to me sone di na di na how you did it to me dholi dhol bajaa raj raj ke asaan yaar manana ai nachke ho say na sir te duppatta lehriya nachye pind de kudi de naal shehriya te dhol wajda ho kudiyo dhol wajda gora chitta rang gala gooriyan sadi rab ne bana di jodiyan te dhol wajda ho mundiyo dhol wajda say na say na how you said it to me sone di na di na how you did it to me dholi dhol baja raj raj ke ho asaan yaar manana ai nachke ho say na say na say na how you said it to me sone di na di na how you did it to me dholi dhol baja raj raj ke asaan yaar manana ai nachke ho say na all of you thigh girls in the house if you feeling what i''m saying then shout it out say dhol wajda kudiyo dhol wajda all of you desi boys in the house just put your hands up and join the crowd say dhol wajda mundiyo dhol wajda say na
roop hai tera sona soni teri paayal hoye roop hai tera sona sona soni teri paayal chhan chhana chhan aise chhanke kar de sabko ghaayal keh raha aankhon ka kaajal ishq mein jeena marna say shava shava maahiya say shava shava maahiya say shava shava maahiya say shava shava yea roop hai mera sona soni meri paayal roop hai mera sona sona soni meri paayal chhan chhana chhan aise chhanke kar de sabko ghaayal hey keh raha aankhon ka kaajal ishq mein jeena marna maahiya ve aaja maahi maahiya ve aaja maahiya ve aaja maahi maahiya ve aaja maahiya ve aaja maahi maahiya ve aaja maahiya ve aaja maahi maahiya ve aaja dekha tenu pehli pehli baar ve hone laga dil beqaraar ve rabba mainu kee ho gaya dil jaaniye haai mainu kee ho gaya sunke teri baatein sone yaar ve maahi mainu tere naal pyaar ve haai main mar jaawan dil jaaniye haai main mar jaawan mmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm in kadmon mein saansein vaar dein rab se zyaada tujhe pyaar dein rab mainu maaf kare rabba khairiya haai
sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara sayonaara chhod de meri baanhon ko rok na meri raahon ko chhod de meri baanhon ko rok na meri raahon ko itni bhi betaabi kyaa samjhaa apni nigaahon ko sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara sayonaara chanchal shokh bahaaron mein ras barsaate nazaaron mein chanchal shokh bahaaron mein ras barsaate nazaaron mein tujhko bhool na paaungi hoga milan gulzaaron mein sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara sayonaara hongi roz mulaqaten apne din apni raaten hongi roz mulaqaten apne din apni raaten kaun hamen phir rokega jee bhar kar karna baaten sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara
hey seedhi saadhi shehzaadi phoolon ki wo ladki wo ladki mere dil ki raani hai mili kaisi wo humen kya bole ji tumhen wo to meri kahaani hai wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo woo woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey mulakaaten do baatein sapnon ki wo raatein wo raatein sang katne lagin maine puchha shehzaadi karogi kya shaadi to dhime se hansne lagi wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey yeh iraade yeh waade dilon ki muraadein daddy se jo hum kehne chale bole paisa bhala hai ye pyaar bala hai mere ghar mein ye na chale wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey rishtedaari jo saari paise ki ho maari wo yaari humen to na chale ab chhota
seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka aa dil ki pustak main tujhko padhaaun aa dil ki pustak main tujhko padhaaun chaahat ke dastoor tujhko sikhaaun chahat ke dastoor tujhko sikhaaun aaa aaaa aaaa phir aayega na mausam bahaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka saari umar tune yun hi guzaari saari umar tune yun hi guzaari duniya mein aakar raha tu anaadi duniya mein aakar raha tu anaadi aaa aaaa aaaa ab lele mazaa jeet haar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka ek ek do hain na ek ek gyarah ek ek do hain na ek ek gyarah ulfat mein hai ek rasta humaara ulfat mein hai ek rasta humaara aaa aaaa aaaa ye khel hai to bas aitbaar ka
o o o sun o jaane waale sun o jaane waale laut ke aana sun o jaane waale laut ke aana koi raah dekhe bhool na jaana tum bin pal pal rahoongi main bekal ban ke birhan sang hain tumhaare mere des ke sipaahi mera mann mera mann mera mann sun o jaane waale tum aur main jo sang na honge to holi mein bhi rang na honge tum aur main jo sang na honge to holi mein bhi rang na honge barf se thandi koyal si kaali tum bin hogi har diwaali hooo seekhenge baadal aansoon bahaana aag lagaane ko jaan jalaane ko hoga saawan saawan ki iss agani ka hoga indhan mera mann mera mann sun o jaane waale ghar ke ye kamre aangan dwaare raah takenge yeh bhi to saare ghar ke ye kamre aangan dwaare raah takenge yeh bhi to saare khaali rahegi kursi tumhaari pyaasi rahegi phoolon ki kyaari hoooo tarsega tumko saara gharaana baahon ko pasaare suno tumhin ko pukaare iss ghar ka aangan jaao tum chaahe kahin saath hai meri dhadkan mera mann mera mann sun o jaane waale laut ke aana koi raah dekhe bhool
seene mein jalan aankhon mein toofaan saa kyun hai seene mein jalan aankhon mein toofaan saa kyun hai iss shehar mein har shaks pareshaan saa kyun hai iss shehar mein har shaks pareshaan saa kyun hai seene mein jalan dil hai to dhadakne ka bahaana koi dhundhe dil hai to dil hai to dhadakne ka bahaana koi dhundhe pathar ki tarah beheeso bejaan saa kyun hai pathar ki tarah beheeso bejaan saa kyun hai seene mein jalan tanhaayi ki ye kaun si manzil hai rafiko tanhaayi ki tanhaayi ki ye kaun si manzil hai rafiko taa hadd ye nazar ek bayabaan saa kyun hai taa hadd ye nazar ek bayabaan saa kyun hai seene mein jalan kya koi nayi baat nazar aati hai hum mein kya koi kya koi nayi baat nazar aati hai hum mein aainaa humen dekh ke hairaan saa kyun hai aainaa humen dekh ke hairaan saa kyun hai seene mein jalan aankhon mein toofaan saa kyun hai iss shehar mein har shaks pareshaan saa kyun hai seene mein jalan
seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kaha le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoon baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hain na dil ke armaan hain ab dil hain na dil ke armaan hain bas main hun meri tanhaai hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koyi hum ko na koyi shikaayat duniya se do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi kismat ne thhokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ik aisi aag lagi mann mein jeene bhi na de marne bhi na deeeeeee chup hun to kaleja jalta hai chup hun to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan
sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein o sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan phir kar aa baras bhi jaa kab tak yun tarsaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haay kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein ho sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein khule khule se ye gesu mehki mehki ye khushboo koi chura lega ek din dekh abhi anjaan hai tu khule khule se ye gesu haaye mehki mehki ye
laal chunariyaa waali koi ghar mere bhi laao are laal chunariyaa waali koi ghar mere bhi laao main kunwaara kab tak baithun band mera bajwaao are jaise bhi chalta hai chakkar chalaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao laal chunariyaa waali koi ghar mere bhi laao main kunwaara kab tak baithun band mera bajwaao are jaise bhi chalta hai chakkar chalaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao chhail chhabili matwaali tu banegi meri gharwaali tu kiss din mujhko kahegi suno ji kab se teri deewani hoon tere dil ki main raani hoon abhi se keh deti hoon suno ji are deewane ko aur naa deewana banaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao laal chunariyaa waali koi ghar mere bhi laao main kunwaara kab tak baithun band mera bajwaao are jaise bhi chalta hai chakkar chalaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao meri shaadi karwaao
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sau Sau Saal Jiyo Sau Din Saas Ke (1980) 05:07 18554
 
Poster of Sau Din Saas Ke (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle, Hemlata
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Reena Roy
Duration : 05:07   Song Number : 18554   

Saudagar Sauda Kar Saudagar (1991) 07:44 38097
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vivek Mushran, Manisha Koirala
Duration : 07:44   Song Number : 38097   

Savere Ka Sooraj Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:50 18286
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:50   Song Number : 18286   

Savere Wali Gaadi Se Laat Saheb (1967) 05:05 12249
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:05   Song Number : 12249   

Saviyan (Raadhe Krishn Ki Jyoti) Vivah (2006) 02:14 18931
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Amrita Rao
Duration : 02:14   Song Number : 18931   

Sawa Lakh Ki Lottery Chori Chori (1956) 04:33 40677
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Rajasulochana
Duration : 04:33   Song Number : 40677   

Sawan Aag Lagaye Re Kaaran (1981) 03:21 19410
 
Poster of Kaaran (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 03:21   Song Number : 19410   

Sawan Mein Barkha Biwi Aur Makan (1966) 03:24 12288
 
Poster of Biwi Aur Makan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ajeet Chatarji
Duration : 03:24   Song Number : 12288   

Sawan Nahin Bhadon Nahin Kudrat (1981) 04:28 36051
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Priya Rajvansh
Duration : 04:28   Song Number : 36051   

Sawar Gayi Saawariya (2007) 03:44 16951
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Monty
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Rani Mukherjee
Duration : 03:44   Song Number : 16951   

Say Na Say Na Bluffmaster (2005) 03:21 21226
 
Poster of Bluffmaster (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Jaideep Sahni
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Arash
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Priyanka Chopra
Duration : 03:21   Song Number : 21226   

Say Shava Shava Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 06:45 16797
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Aadesh Shrivastava
Duration : 06:45   Song Number : 16797   

Sayonaara Sayonaara Love In Tokyo (1966) 04:17 21227
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 21227   

Seedhi Sadhi Shehzadi Aap Ki Khatir (1977) 05:01 15617
 
Poster of Aap Ki Khatir (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Shaily Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:01   Song Number : 15617   

Seekha Nahin Sabak Tune Pyar Ka Sapnon Ka Saudagar (1968) 04:17 39691
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:17   Song Number : 39691   

Seemayen Bulaye Tujhe LOC Kargil (2003) 07:57 12232
 
Poster of LOC Kargil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 07:57   Song Number : 12232   

Seene Mein Jalan Gaman (1978) 04:33 21228
 
Poster of Gaman (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh
Duration : 04:33   Song Number : 21228   

Seene Mein Sulagte Tarana (1951) 03:11 12513
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12513   

Sehmi Sehmi Kahan Chali Anmol Moti (1969) 05:31 15563
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:31   Song Number : 15563   

Shaadi Karwaao Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000) 05:05 18259
 
Poster of Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Sonali Bendre, Govinda
Duration : 05:05   Song Number : 18259